Jab Saawan Main Tanha Bheegogay, Jab Aangan Khaali Paaogay, Jab Sahil Se Takrati Leheron Main, Tum Door Kahin Kho Jaaogay, Jab Khud Se Baatein Karte Karte, Tum Apni Tanhai Main Kho Jaaogay, Aur Dil Ki Baat Chupane Ko, Humse Nazar Tum Churaogay, Jab Raat Ke Tanha Daaman Main, Tum Chaand Ko Aadha Paaaogay, Main Tumse Mohabbat Karti Hun, Har Baaar Ye Sunna Chaho...
read more
 |