Hasrat Hay Tumhari Deed Karain Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain...
Kuch Dair To Dil Ko Chain Milay Kuch Roz To Man Ka Phool Khilay Kehtay Hain Eid Ki Aamad Hay Ab Log Bhi Kuch Ta'eed Karain Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain...
Tum Say Yeh Aik Guzarish Hay Yeh Apnay Dil Ki Khowahish Hay Aik Baar Milo, Aik Baar Milo Har Baar Yehi Takeed Karain Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain...
Jab Ghum Kay Badal Chayay Thay Us Waqt Bhi Tum Na Aaye Thay Is Baar Bhi Tum Nahi Aai Ho Sub Dushman Yeh Tanfeed Karain Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain...
Maana Kay Hum Deewanay Hain Sub Baataon Say Anjanay Hain Jab Apnay He Baiganay Hain Kya Ghairon Say Umeed Karain Tum Aao To Hum Bhi Eid Karain"
May on this EID the Plate of ur life is filled wirh juicy Kababs & Tikkas topped with Chatni of Happiness and covered with Salad of Love. "EID MUBARAK"
Today i pray that:- Happiness be at ur door May it knock early Stay late & leave yhe gift of allah’s Peace, love,joy & good health behind shaban mubarak, eid mubarak, May you remain happy all the time Irrespective of any occasion
Mubarak mauka Allah ne atah farmaya, ek baar fir bandagi ki rah pe chalaya Adaa karna apna farz tum khuda ki liye.. Khushi se bhari ho eid ul adha apke liye !!
qurabani adhuri hai bakron ke bina, gulshan adhura hai bahaaro ke bina, samundar adhura hau kinaro ke bina, jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina!!!
Dil mein umeedo ki shamma jala rakhi hai, humne apni alag duniya basa rakhi hai, is umeed ke saath k aaye ga teri taraf se ghoshat unth ka, hum ne ap k ghar ki taraf nazrein jama rakhi hain....
qayamat tak tujhe yaad karenge, teri har baat par aitbaar karenge, tujhe bakra karne ko to nahi kahen ge, par phir bhi teri churion ka intezar karenge.
Aisa Na Ho K Main Maazi Ban Jaon Aur Tum Muntazir Raho K Kab Tumhari Screen Par Mera Sms Chamke Lehaza Main Aaj Aur Abhi Tum Se Keh Deta Hoon Tum Se Kahe Bagair Nahi Reh Sakta Kia Karon ? Waqt Pe Na Sahi Waqt Se Pehle Sahi Bolna Tou Hai Na Aaj Na Sahi Kuch Din Baad Sahi Kia Pata Us Waqt Balance Ho Na Ho Tumhain Sms Parhne Ka Time Mile Na Mile Tou Plzzz Apne Jazbaat Ko Qaabo Main Raho Aur Suno Tumhain 1 Din Pehle Hi Advance Main Eid-Ul-Azha Mubarak