Waqat ki Aandhi Main Tofaan Badal jate Hain, Zindagi ki Rahon main Insaan Badal jate Hain. Badalte Nahi Pyar kabhi, Pyar karne wale Insaan Badal jate hain...
Hum bade bewafa se rishta bana baithe hai, Phir unki sadgi se dhoka kha baithe hai, Patharon se hai taluqaat apna, Phir bhi shishe ka ghar bana baithe hai.
Relationships dont get closer by MEETING but they r sweetend by THOUGHTS. i care for u in my own STRANGE ways, may b u'll never know mayb i shall never show.
Saare jaha se achcha hindustan hamara.
Qismat k hai padosi pakistan hamara.
Phir kisne ye sikhaya aapas me bhed rakhna.
Hojaye gar ham ek to chino arab hamara.
Pyari agar ho yaari to saara jaha hamara.
Ham mustaqbil-e watan hai.
K kal hai watan hamara.
Gar mera was chale to dunya ko ek kardu.
Majbur hai ham k dushman hai nafs hamara.
Aaqa ne apne hamko hai khub ye sikhaya.
Koi apna ho ya paraya use kahiye hai tu hamara.