SMS Messages
Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga Khuvabon aur Khyaalon Mein Mera hi Chehra Tarasha Ho ga Raah Chaltey jo us ko Mera khyaal Aaya Ho ga Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi Aur na Pa ke Mujhey Aap hi Aap Mujh sey Roth ti Ho gi Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi Tanha Sard Raat Mein Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey Khyaalon hi Khyaalon Mein Haath us ney Mera Thama Ho ga Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga....
read more
:
SMS
: ZAIN
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
jane kiun woh sansoo ki dor totne nahi deta bas qadam aur chalne kawasta dekar mujhe rokne nahi deta bat kehta hai woh mujh se hans hans kar je lene ki ajeeb shakhs hai mujh ko chain se rone nahi deta ajj hosla deta hai mujhe chand sitaron ko cho lene ka woh piar se chehra mujhe toot kar bikharne nahi deta shayad janta hai woh bhi in ankhon main ansuon ka sailab hai jane kiun phir bhi woh in ansoun ko girne nahi deta mujh se kehta hai main to mar jaon ga tumhare bina main zinda hon ab tak woh mujhe marne nahi deta...
read more
:
SMS
: ZAIN
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
Humesha muskura kay aansooun ko chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil dil main kis nay jagaya Mehfilon main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya Kya muqadar say shikwa kertey rahain Jo qismat main tha wohi kuch to paaya Yeh kis mor pay aagaee hain umeedain Kay saaya-e-manzil nazar main na aaya Apnoon nay palat kay daykha tak nahin Ghairon nay aaker galay say lagaaya Acha hua kay raaz khul hi gaya Dil-e-nadaan pay khanjar kis nay chalaya Shab-o-roz chahat sila yeh hay shaiki Dil kay tukrey huay wo chunney na aaya....
read more
:
SMS
: ZAIN
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
Kaisay kahoon k apna bana lou mujhey bahoun mein apni sama lou mujhey Bin tumharey aik pal bhi ab kat-ta nahin Tum aa ker mujhi say chura lou mujhey Zindagi tou woh hai sang tumharey jo guzrey Dunya kay gamoun say ab chura lou mujhey Meri sab say gehri khuwahish hou puri Tum agar pass apnay bula lou mujhey Yeh kaisa nasha hai jou behka raha hai Tumhara hoon mein tou sambhalo mujhey Najanay phir kaisay guzrey gi zindagani Agar apnay dil say kabhi tum nikalo mujhey...
read more
:
SMS
: ZAIN
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
kitni mushkil se kati kal ki meri raat na pooch dil se nikli hui honton me dabi baat na pooch wo kis adaa se merey saamnay se guzraa abhi kis tarha mainay sambhaley merey jazbaat na pooch waqat jo badley to insaan badal jaatey hain kya nahi dikhlaatey yeh gardish-e-halaat na pooch wo kisi ka ho bhi gaya or mujhey khabar na hui kis tarhan usney chudaya hai mujh se haath na pooch Is tarhan pal mein mujhay begana kar diya usnay Kis tarhan apno se khaai hai mainey maat na pooch ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahi kitni mushkil se bani thi dil ki kayenaat na pooch...
read more
:
SMS
: ZAIN
: syedzain_786@yahoo.com
Advertise
SMS Messages
Meri bebas si ye zubaan kya kahe tum se, Bahut roye ham raat tujhe yaad kar ke …. Wo deewangi meri, aur wo bebaakpan mera, Bas Hanste rahe ham aankhon me aansu bhar ke …. Jaane kyon na samjhey tum mere zazbaaton ko, Hamne to rakh di hr khwaahish be-libaas kar ke …. Ye Poochte hai log, kya hua hai tumhe “Shikha”, Kyon jee rahi ho is tarah tum har roz mar ke …. Magar bebas hai zubaan ham kya kahe tumse, kaise kahe ki roye hai tumhe yaad kar ke …
read more
:
SMS
: BH.Guru
: 0313-2347542
SMS Messages
maiN nazar se pii raha huuN ye samaaN badal na jaaye na jhukaao tum nigaaheN kahiiN raat Dhal na jaaye abhii raat kuch hai baaqii, na uThaa naqaab saaqii tiraa rind girte girte, kahiiN phir saNbhal na jaaye mirii zindagii ke maalik, mire dil pe haath raKhna tire aane kii khushii meiN miraa dam nikal na jaaye mire ashk bhii haiN is meN ye sharaab ubal na jaaye miraa jaam chhuune vaale tiraa haath jal na jaaye maiN banaa to luuN nasheman kisii shaaKh-e-gulsitaaN pe kahiiN saath aashiyaaN ke ye chaman bhii jal na jaaye mujhe phuuNkne se pehle, miraa dil nikaal lenaa ye kisii kii hai amaanat, mire saath jal na jaaye
read more
:
SMS
: FARRUKH
: 0321_7343169 . A_FARRUKH@LIVE.
SMS Messages
kabi gulzar se, kabi bezar se, kabi khushi hamary sath sath, kabi ghamon ke barsat se, kabi tofaan main bhe hin rasty, kabi manzilon ka pata nhi, kabi do qadam py zindagi, kabi saddion tk intizar se, kabi hr pl imtihaan hay , kabi bin mange inaam se...
read more
:
SMS
: zain
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
kuch din to baso mari ankhon main phir khuwab agr ho jao to kya koi rang to do mary chehray ko phr zakhm agr mehkao to kya ak ayena tha so toot gya ab Khud sy agr sharmaoo to kia main tnhaa tha main tnha huN tum ao to kya na ao to kia
read more
:
SMS
: zain
: syedzain_786@yahoo.com
SMS Messages
Tumse to kam gila hai ziyada naseeb se, Pachana bhi na mujhko wo guzre kareeb se. Dekhta hu kuch dhyan rahta tu hai. Aajkal mere haalat ha ajeeb se. Ek dil hi to faqat daulat thi meri, Wo bhi tune cheen liya mujh ghareeb se. 'Kavish' ajab si kashmkash di hai khuda ne mere, Ishq mujhko ho gaya mere raqeeb se
read more
:
SMS
: queen of hearts
: suman_beautiful15@hotmail.com
--- Prev Page --- Page of 64 Go --- Next Page ---
Submit
Your SMS Message